Sunday, February 24, 2019

What is Airbnb? or kya hai iski Success story

Namaskar dosto

Aaj me baat karunga Airbnb ke bare.


India की बहुत सी सफल स्टार्टअप कंपनियाँ कई विदेशी कंपनियों के Business Model पर आधारित हैं. जैसे कि Ola cabs अमेरिकन कैब सर्विस Uber के Model पर और Oyo Rooms का Business Airbnb से प्रेरित है. Airbnb की success story इस लेख में हम आपको बतायेंगे. जमीन से आसमान तक पहुँचने की कहावत इस पर वाकई बिलकुल फिट बैठती है.

Joe Gebbia और Brian Chesky की friendship Rhode Island School of design में Education के दौरान हुई थी. सन 2007 की बात है, जब वे Newyork से San Francisco शिफ्ट हुए थे. Job न होने की वजह से वे Flat का Rent नहीं दे पा रहे थे. दोनों दोस्त इसी उधेड़बुन में लगे थे कि, Rent का जुगाड़ कैसे किया जाये.

उन्ही दिनों San Francisco में एक बड़े Design Conference का आयोजन था. Conference की वजह से शहर के सारे Hotel फुल थे. Joe Gebbia और Brian Chesky और इसी से एक Idea सूझा.

उनके Flat का Living Room खाली ही रहता था, सो उन्होंने सोचा क्यों न इसे Rent पर दिया जाये. अतः उन्होंने फटाफट एक Website Airbed&breakfast.com बनाई और कुछ गद्दे खरीद लिए. Website पर उन्होंने लिखा कि हम रात बिताने के लिए जगह और सुबह घर का बना नाश्ता देंगे. शर्त बस यह थी कि गद्दे बेड पर नहीं जमीन पर लगे होंगे और इस सुविधा का 80 Dollar देना होगा.

ये Idea काम कर गया और उनके पहले 3 Customer शाम को Flat पहुँचे. 30 वर्षीय एक Indian, 35 वर्षीय Boston की एक महिला, Utah से 45 वर्षीय एक व्यक्ति, ये उनके पहले customer बने.

अगली सुबह जब वे Rent देकर चले गये तो दोनों दोस्तों ने महसूस किया कि इस Idea में बड़ा दम है. लेकिन अगले कुछ दिनों तक कोई खास प्रगति नहीं हुई.
Joe Gebbia और Brian Chesky ने अपने तीसरे दोस्त और Room Partner Nathan Blecharczyk को इस Plan के बारे में बताया. Nathan Blecharczyk एक जबर्दस्त Software Programmer थे और उन्होंने Airbnb.com एक नयी Website बनाई.

– इस प्रकार Joe Gebbia, Brian Chesky और Nathan Blecharczyk तीनों दोस्त Airbnb के 3 Founder बने.

उन्होंने America भर में होने वाले बड़े Festival, Conference, Seminar को Target किया और Local लोगों के उन खाली Flat और प्रॉपर्टीज की Booking करवाई, जिसे वे यात्रियों को दे सके.

– Airbnb के लिए एक बड़ा मौका साल 2008 की गर्मियों में आया. Denver शहर में Democratic National Convention होने वाला था, जिसमें 80,000 लोगों के आने की उम्मीद थी. किस्मत से दो हफ्ते पहले ही उनकी Website बनकर तैयार हो चुकी थी. वे जानते थे कि इतनी भीड़ के लिए Hotel के Room कम पड़ जांयेंगे. और हुआ भी ऐसा ही, एक हफ्ते में उन्हें 800 से अधिक Booking मिली.

Airbnb.com प्रसिद्ध तो हो रही थीं, लेकिन अभी भी मुनाफा नहीं कमा रही थी. Company को चलाने के लिए 40,000 Dollar की सख्त जरुरत थी. इतना पैसा कहाँ से लाया जाये, ये गम्भीर समस्या थी.

Brian Chesky को एक Idea सूझा. उन्होंने 1 टन Breakfast cereal खरीदा और उन्हें 500 ग्राम के डिब्बों में पैक करवाया. उस चुनावी दौर में उन्होंने Obama’s O’s और Cap’n McCain ब्रांड के नाम से 40$ पैक मूल्य से बेचना शुरू कर दिया. उन्होंने कई रिपोर्टर्स को फ्री cereal पैक भेजे, जिन्होंने Media में इस मजेदार Product की चर्चा की. ये Idea काम कर गया और उन्होंने करीब 30,000$ मूल्य के Breakfast cereal बेच लिए.

इसके बाद Airbnb का सफ़र कुछ इस प्रकार रहा :

– 2009 में उन्हें एंजेल इन्वेस्टर Paul Graham से 20,000$ की पहली फंडिंग मिली. Paul की ही वजह से आगे उन्हें 6,00,000$ की Funding Venture Capitalist से मिली.

– Airbnb तेजी से फ़ैल रही थी लेकिन खास कमाई नहीं थी. अभी तक Airbnb सिर्फ Booking का काम करती थी, पर अब उन्होंने rent में 15% तक चार्ज करना शुरू किया. इससे Airbnb प्रॉफिट में आने लगी.

– नवम्बर 2010 में Airbnb में एक Venture Capitalist ने 7.2 Million Dollar की Funding की. Hollywood Actor Ashton Kutcher ने भी Airbnb में अच्छी खासी धनराशि निवेश की.

– जुलाई 2011 में वेंचर Funding से Airbnb ने 112 Million Dollar की Funding जुटाई. इससे Airbnb की वैल्यू 1 billion Dollar तक पहुँच गयी.

इसके बाद तो Airbnb तेजी से कामयाबी की सीढ़ी चढ़ते हुए शिखर तक पहुँच गयी. आज की तारीख में क्या Airbnb की स्थिति का अंदाजा आप इन facts से लगा सकते हैं :-

– आज Airbnb.com पर 191 देशों के 65,000 शहरों की 3,000,000 से अधिक प्रॉपर्टीज की Booking होती है.

– 20 करोड़ से अधिक लोग Airbnb की सुविधा ले चुके हैं. Airbnb की कुल वैल्यू 30 billion Dollar (1,93,635 करोड़ रूपये) से भी अधिक हो चुकी है.

Airbnb की success story से पता चलता है कि कैसे एक महान Business की शुरुआत एक छोटे से Idea से शुरू होती है. कभी अपना rent देने में असमर्थ दोस्त आज करोड़ों को किराये पर जगह दिला रहे हैं.

To dosto I Hope ki aap samaj gaye honge Airbnb ke baare me or is company ki success story ke baare me.

Agar apko mera ye blogg acha laga ho to please is ko Share kijiye or Comment bhi kijiye.

Intresting facts of Instagram

दोस्तों इस पोस्ट में मैं आपको बताऊंगा Instagram के  बारे में और इस प्लेटफार्म से जुडी कुछ facts के बारे में जिन्हें जानकर आपको हैरानी होगी –

Instagram क्या है ?

दोस्तों वैसे आज के समय में Instagram किसी introduction का मोहताज़ नहीं रहा क्योंकि लगभग सभी लोग चाहे वो युवा पीढ़ी हो या ना हो सभी लोग इसका खुलकर इस्तेमाल कर रहे हैं लेकिन फिर भी कोई ऐसा है जिसे नहीं पता की Instagram क्या है और इससे क्या करता है तो मै बताना चाहूँगा की यह एक social नेटवर्किंग प्लेटफार्म है जहाँ पर आप  खुद के  photos,videos अपलोड कर सकते है या दूसरों के   photos,videos  देख सकते हैं, अगर आप एक businessmen है और आप अपने ब्रांड  का प्रमोशन करना चाहते हैं तो आप इस प्लेटफार्म पर वो भी कर सकते है  आप इस प्लेटफार्म के बदौलत दुसरे लोगों से जुड़ सकते हैं और भी फेमस सेलिब्रिटीज से जुड़  कर उनसे बातें कर सकते हैं उनके गतिविधियों के बारे  में जान सकते हैं और भी बहुत सी चीज़े है इस प्लेटफार्म पर करने के लिए  जिससे आप बहुत सी जान सकते है  और सिख सकते है, आगे बढ़ते है इससे जुड़े कुछ रोचक और अनजाने facts के बारे में जानने के लिए –

Instagram से जुड़े Facts की जानकारियां :-

1. U.S. के जितने भी 18-29 साल के युवा वर्ग है उनमें से लगभग 55  प्रातिशत से भी ज्यादा लोग Instagram का इस्तेमाल करते है.

2. U.S.  के जितने भी adult Instagrammer हैं,  उनमे 2012 के बाद भारी  बढ़ोतरी हुई है जो लगभग डबल से भी ज्यादा है.

3. दोस्तों इन्टरनेट पर जितने भी महिला users हैं  उनमे से लगभग 31 प्रतिशत लोग instagram उसे करते है जो की पुरुषो की संख्या से ज्यादा है क्योंकि इन्टरनेट पर  मौजूद  पुरुषो की संख्या के सिर्फ 21 प्रतिशत लोग ही instagram इस्तेमाल करते हैं.

4. Instagram के 56% लोग लगभग $50000 सालाना की कमाई instagram से करते हैं जिसमे से 26% लोग $75000 से भी ऊपर की कमाई करते हैं.

5. Instagram के पास रोजाना के लगभग 400 मिलियन एक्टिव users है जो की काफी ज्यादा है.

6. Instagram पर सबसे ज्यादा मशहूर फोटो पर लगभग 6 मिलियन लाइक्स हैं.

7. Instagram पर  सबसे ज्यादा फॉलो की जाने वाली सेलेब्रिटी सेलेना गोमेज़ है जिनकी लगभग 123 मिलियन followers हैं.

8. Instagram पर किसी चीज़ की मार्केटिंग करने के लिए सबसे मशहूर #tags हैं-

#social #branding #socialmedia #success #sales #entrepreneur #entrepreneurship #marketing #branding #tech #business #contestalert #sweepstakes #giveaway #discount #travel #deal #smallbiz

9.अगर हम देशों को Instagram के एक्टिव users के हिसाब से रैंक करे तो top 5 देश हैं –

U.S. – 19.22 percent
Russia – 8.84 percent
Brazil – 5.43 percent
Turkey – 5.4 percent
The UK – 3.97 percent

10. दुनिया भर के लगभग 48.8 प्रतिशत ब्रांड्स instagram का इस्तेमाल करते हैं जो की 2017 के अंत तक 70.7%  होने की सम्भावना हैं.

11. Top 5 ब्रांड्स जो इसका इस्तेमाल करते हैं –

National Geographic: 77.7 M followers
Nike: 72.3 M followers
Victoria’s Secret: 55.6 M followers
9GAG: 40.2 M followers
Nike Football: 28.2 M followers

12. Instagram पर लगभग 1 मिलियन एक्टिव advertiser हैं जो instagram पर advertisement करते हैं.

13. Instagram पर कोई भी चीज़ पोस्ट करने के लिए सबसे सटीक समय हैं –

Sunday: 5 pm
Monday: 7 pm and 10 pm
Tuesday: 3 am and 10 pm
Wednesday: 5 pm
Thursday: 7 am and 11 pm
Friday: 1 am and 8 pm
Saturday: 12 am and 2 am

14.Instagram के लगभग 50% यूजर किसी न किसी ब्रांड को फॉलो करते हैं.

15.Instagram पर सबसे ज्यादा इस्तेमाल होने वाली emoji है Drumroll.

Doston I Hope ki Aapko Intresting facts of Instagram pasand aaya hoga.

Aagar aapko ye Achha laga ho to please comments kare, Share bhi kare.

How Google Search Engines Works?

Dosto is blogg me aapko me bataunga ki Google Search Engines kaam kaise karta.

हम Search Engines के top पर आने के लिए SEO करते है।  पर क्या आप  जानते है कि Search Engines काम कैसे करतें है?

Google, Yahoo , Bing etc. सभी popular Search engines हैं।

सर्च इंजन की popularity का अंदाजा इसी बात से लगाया जा सकता है कि जब भी  कुछ जानकारी चाहिए होती है तो हम उसे Google पर जाकर ढूंढ़ते हैं।

सर्च इंजन actual में software programme  है जिन्हें Spiders, bots या  crawlers कहते हैं।

यह ऑनलाइन जितने भी webpages available हैं उनकी जानकारी इकट्ठा करते हैं और जब कोई search की  जाती है तो उस से related सारी जानकारी वह हमें  देते हैं।

Search engines कैसे काम करतें हैं ?

सर्च इंजन बहुत सारी information collect  करते हैं , उसको सही से organize करते हैं और माँगे जाने पर user को results की form में display कर दी जाती है।

आपने देखा होगा –

जब भी आप Google के search box में कुछ type  करते हैं तो कुछ ही सेकंड के अंदर हमारे पास बहुत सारे results  आ जाते हैं।

आज के समय में Google का सर्च इंजन बहुत ही popular है।

Google ने अपने software programme को बहुत ही अच्छी तरह design किया है ताकि users तक best results पहुचायें जा सकें।

मुझे याद है जब मैं स्कूल में थी और Indian culture  पर project बनाना था।

मैं सबसे पहले library गई थी , information collect करने।

और library incharge ने  बहुत ही जल्दी related book  निकालकर  मुझे दे दी थी।

Library में  बहुत  सारी किताबें होती है, पर फिर भी बहुत ही तरीके से उनको arrange किया जाता है।

उसी तरह online भी बहुत सारी जानकारी है .


सर्च इंजन उस सभी जानकारी को इकट्ठा करते हैं,  organize करके rank decide करतें  हैं  और मांगे जाने पर अपने users  को दे देते हैं।

सर्च इंजन 3 steps में  काम करते हैं-


1. Crawling
2. Indexing
3. Retrival

सबसे पहले सर्च इंजन crawling क्या करते हैं।

वह एक webpage  पर जाते हैं और उस पर दिए हुए लिंक को follow करते करते हुए दूसरे , फिर तीसरे आदि पर।

इस तरह Online  सभी webpages की  जानकरी को इकठ्ठा कर लेते हैं।

 जब भी कोई नई website बनाये तो उसे search engines को ज़रूर submit करें।

Search Engine Optimization के लिए  जरुरी है जब भी कोई नई website बनाये तो उसे search engines को ज़रूर submit करें।

और  अपनी website का sitemap भी search engines को देना चाहिए ,

ताकि crawlers हमारी website की information सही से collect कर पाएं और अपने database में add आकर लें।

 दूसरा Step है – Indexing.

Indexing जानकारी इकट्ठा करने के बाद  इस जानकारी को अपने database में add कर लेतें है।

सभी इकठा information को analyse किया जाता है और ranking दी जातीं हैं। यानी हज़ारों webpages में से किसको किस position पर show करना है SERP ( Search Engine Result Page ) में।

इसी process को indexing कहतें है।

हर सर्च इंजन के अपने rules  ( algorithms ) होते हैं जिनके आधार पर ranking decide करी जाती  है.


अगर हम Google की बात करें तो लगभग 200 factors हैंजिसके bases पर सभी webpages को analyse करते हैं और rank देतें हैं।

उदाहरण के लिए —

अगर मैं Google में Taj Mahal  टाइप करू तो जो वेबसाइट top  पर आई हैं उनके title, description और URL में Taj Mahal  लिखा हुआ है।

 ऐसा इसलिए है क्योंकि Rank देते समय Google search webpage के title, description और URL को बहुत important factor मानता है।

इसके अलावा और भी बातें जो Google के सर्च रिजल्ट में हमारी रैंकिंग decide करती हैं।

 जैसे- हमारी वेबसाइट कितनी पुरानी है?
 उस पर  दी गई  जानकारी की Quality  कैसी है ?
कितनी वेबसाइट से जो उस webage को  लिंक करती हैं? ( backlinks )

 यह वह सभी बातें हैं जो Google को यह है इशारा करती हैं की किस webpage  को किस position पर दिखाये।

तीसरा और last step है -Retrival

इस step  में user की Query को समझा जाता हैऔर उससे Related सभी results display किए जाते हैं।

जब भी हम Google के सर्च बॉक्स में कुछ टाइप करते हैं तो कुछ नहीं सेकेंड के अंदर

 उस से Related जितनी भी  जानकारी online available  है , वह हमें अपनी search results  में दिखा देता है।

Conclusion

Google, Yahoo,Bing  आदि यह सभी सर्च इंजन वास्तव में सॉफ्टवेयर प्रोग्राम है,

जो कुछ भी सर्च करने पर user को  उस से related online available  सभी जानकारी बहुत जल्दी दे देते हैं।

सभी search engines की working इस तरह होते है –  जानकारी इकट्ठा करना उसको analyse  करके रैंक देना और मांगे जाने पर user को results show करना।

Doston I Hope ki Aap समज गये होंगे की सर्च इंजन क्या है और कैसे काम करते हैं ?

Aagar aapko ye Achha laga ho to please comments kare, Share bhi kare.

Saturday, February 23, 2019

Why Google+ is going to shutdown? and How to Backup Data from Google+

Google ne apne Social media platforms Google plus ko lekar ek bada faisla kiya hai. Google ne ailaan kiya hai ki voh Google plus ko 2 April 2019 ko hamesha ke liye band kar dega. aise mein iske Users Social media par kayi tarah ki baaten kar rahe hain. Google ne Google plus ko band karne ki ghoshana beete saal December maheene mein ki thi.

Is baare mein Google ka kahna hai ki Google plus App ka istemaal pehle se kaafi kum ho gaya hai. iske alaava Google ne kaha ki kam upayog aur suraksha kaaranon ki vajah se is Aap ko band kiya ja raha hai. Google ne ye bhi kaha ki abhi tak jitane bhi Users ne Google plus ka istemaal kiya hum unka dhanyavaad karte hain.

Google apne Social media platforms Google plus ko 2 April 2019 ko band kar dega aise mein iske Data ko save karne ko lekar ek nayi behas chhid gayi hai. ise lekar Social media par kayi tarah ke khabaren dikhayi ja rahi hain jisme kaha ja raha hai ki aapka saara Data Google delete kar dega. Haalaki is tarah ki khabaren sirf afvaah hain kyonki Google ne Google plus Users ko apana Data save karne ke liye abhi lagabhag 3 maheene ka samay diya hai.

Vaheen, Google ka ye bhi kehna hai ki agar ve Data save nahin karte to vah delete ho jayenge. Google ne pooree tarah se saaf kar diya hai ki 4 February 2019 se koyi bhi naya Users Google plus par naya account nahi bana sakega aur na hee kisee bhi tarah ki Community banayi ja sakegi.

Aise save karen Google plus ka Data

Sab se pehle aapko apni gmail id se login karna hoga

Uske baad Google Account me jaye.

Google Account me jane ke baad left side me Data & personalization ka option he uspe click kijiye.

Click karne ke baad scroll karke niche aaye.

Vahi niche ki side me Download your Data ke option he uspe click kijiye.

Select none kardijiye baad me jitne app ka backup lena he usko hi select kijiye.

Uske baad vaha per app ki list hogi usme se aap google+ select kijiye.

Select karne ke baad niche Next per click Kijiye.

Next per click karne ke baad Niche Create Archive per click kijiye.

Download process hoga aur baad me aap Download per click karke aap ka data download kar sakte ho.

Why Google+ is going to shutdown? | Google+ Data Backup
https://www.youtube.com/watch?v=bBNrDo88KzU

Friday, February 22, 2019

Pubg Game A Dangerous Addiction

Namaskar dosto

Dosto PubG game ka craze aaj is kadar badh gaya he ki bacho se leke bado tak sabko is game ka addiction ho gaya he.
To Aaj ke is Blogg me Hum baat karenge PubG game ke bare me.

PlayerUnknown's Battlegrounds ya pubg, is vakt duniya ka sabse famous online Multiplayer game ban gaya hai aur yah yuvaon ke beech tezee se popular ho raha hai.

Bachhon aur yuvaon ke beech is online game ka craze is kadar badh gaya hai ki ise khelne vaalon mein is game ki aisee lat lag jaatee hai ki unka maansik aur shaareerik vikas prabhaavit hone lagata hai.

National Institute of mental health and neurosciences NIMHANS mein 120 se jyaada maamle report kiye gaye,
jinme bachchon ke mental health per pubg game ka vipreet prabhaav dekha gaya.

Pubg game sirf bachchon tak kee seemit nahin hai balki 6 saal ke bachche se lekar 30-32 saal ke yuvaon tak mein is game ko lekar jabaradast craze dekha ja raha hai.

Is game ki badhatee lat ke kaaran hajaaron yuvaon mein vyavahaar sambandhee pareshaaniyaan dekhane ko mil rahee hain.

Pubg mobile game ki vajah se hone vaalee comon pareshaaniyaan-
jaise

Brain par viparit asar 
- Neend kee kamee ya neend se judee pareshaanee
- Asal Zindagi se dooree
- School-College se lagataar absent rahana
- Jaroorat se jyaada gussa dikhaana
- School-College ki grades aur performance mein lagaataar giraavat.

Pubg game duniya bhar ke kayi players ke saath khela jaata hai aur sabke time zone alag-alag hote hain jis vajah se India mein is game ko khelne vaale jyaadaatar log raat mein 3-4 baje tak jagakar yah game khelte rahte hain jis vajah se unhe sirf neend hi nahin balki svaasthay se judee doosri kayi samasyaen bhi shuroo ho jaati hain.
jaise.

-Neend pooree na hone se blood pressure aur diabetes ka khatara.

- Paryaapt neend na lene se Ekagraata ki kamee aur kamajor yaadadaasht.

- Game mein hinsa dikhayi jaati hai aur hathiyaaron ka istemaal hota hai jisse bachchon ke svabhaav mein chidchidaapan badh raha hai.

Dosto aapko mai sirf itn hi kehna chhahta hu ki is game ko sirf time pass ke liye hi khele issey addiction mat hone dijiye.


To dosto agar apko ye Blogg achha laga ho to please is Blogg ko share kijiye or comment bhi kijiye.

Watch this Video
Pubg Game A Dangerous Addiction | Pubg Mobile

https://youtu.be/9UTCHBE5duE


Youtube channel banane se pehle ye dhyaan rakhna chaiye

Aaj ke is Blogg me Hum baat karenge Youtube channel banane  se pehle kya dhyaan rakhna chaiye ke bare.


Dosto Youtube online kamaye ka sabse behatar jariya hee nahin hai, balki isane logon ko apna Creativity or Talent logo ko dikahne or apni pehchan banane ke lie ek platform bhi diya hai.

kaee log hain, jo Youtube ke jariye har mahine lakhon rupaye kamaate hain. 

kuchh ne to ise hee apana full time Carrier bana diya hai. 

Agar aap bhee Youtube par apni Creativity or Talent dikhaana chaahate hain aur Youtube ke jariye Earing karna chaahate hain, 

To Mein aapko bata raha hu kaise aap Youtube channel start kar sakate ho aur channel kholane se pahale kya taiyaaree honee chahiye. 

To friends chaliye jante he Youtube channel start karne se pehle ye kuch  tips ke baare me.

Youtube channel par apni Social Media profile ko shaamil kiya ja sakata hai. isaka faayda hai ki jab bhee koee vyakti aapake channel par jayega to use vahaan aapke facebook aur twitter account bhi milenge.

Isase bharosemand channel banaane mein madad mil sakatee hai.

Agar aapaka youtube channel nahin hai to youtube.com/create_channel par jaakar apna account bana len.

Dosto youtube channel kaise banayi jaye uski link mene description me di he to aap us link ko open karke dekh sakte ho.

To dosto first tips ye he ki youtube channel start karne se pehle app karle thodi research.

Aapne ye to soch liya hai ki ek youtube channel banaana hai to pehle tay kar len ki channel kis topic par hoga.

Agar aap aise hi youtube channel bana lenge to iska aapko jeero faayda milega.

Isaliye pehle apna topic select kare, phir poora research karen aur planning ke saath apna channel shuroo karen.

Second tips jo hai vo he video ke content ke baare me
Sabse pehle youtube par kisi ka copyright content upload karne se bache.

Or aapke video ka content original ho aur video ki quality achchhee honi chahiye, tabhi koyi aapke channel ke video ko dekhana pasand karega. 

Apane video ka title rakhane ke liye simple words ka use kare.

Isse viewers ko title samjne me problem na ho.or aise content video me na rakhe jisase youtube ko aapka channel hi band karavaana pad jae.

Saath hi video mein sexual content ya hacking trick jaise video upload na kare kyunki youtube aise video allowed nahi karta or isse youtube aapka channel permanently block kar dega.

Third tips jo hai vo he video upload karte waqt usme tags kaise rakhe

Keywords selection aapke channel ke video ko hit aur floop karane mein sabase important hai. 

Isliye jo keywords chal rahe hain, unke hisab se hi achchha content banaane ki koshish karen.

Video banaane se pehle thoda research jaroor karen aur un topic ko select kare jin par jyaada videos na bane ho.

Isse dosto aapka video jyada viral ho sakta he or views or subscribers bhi badh sakte he.

To dosto agar apko mera ye Blogg acha laga ho to please is blogg ko Share kijiye or Comment bhi kijiye

PUBG Facts in Hindi

Hello friends.

Dosto is Blogg me apko Pubg ke kuch facts ke baare mein bataane ja raha hu iske saath ye bhi bataunga ki Pubg Game ko kisne banaaya hai.

Dosto aaj ke samay mai Pubg Game itna popular ho chuka hai ki Game khelne vaala har vyakti is Game ke baare mein jaanane laga hai.

PC ho ya laptop, Game Consol ho ya Mobile har jagah is Game ko sabse jyaada khela ja raha hai.
Aapko bata de ki ye Game December 2017 mein PC aur Xbox Plateform ke liye launch kiya gaya tha.
Is Game ko abhi ek saal bhi nahi hua hai lekin is Game ne gaming se jude kai record tod diye hain.

Vahi is Game ke mobile version ki baat kare to ise february se march 2017 ke beech mein launch kiya gaya tha.
Mobile Game mein ye kuch mahino ke andar hi number 1 par aa gaya hai.
Mobail mein launch hone ke baad ye Game itna popular ho chuka hai ki log ise har vakt lagaataar khel rahe hain.

Jo log is Game ko nahin khel rahe hain vo is Game ka naam sun sun kar hee pareshaan hain.

Vaise to ye Game kayi vajahon se popular hua hai lekin is Game ke popular hone ki mukhy vajah ye hai ki is Game mein kisi bhi mod par kuch bhi ho sakata hai.

Saath hee ye Game aapako kabhee boring nahin lagata hai. is Game ko jeetane ke lie achchhee gaming skill ke saath achchhee kismat ka hona bhee jaruree hai.

Jo log pehle apane mobile ya Computer mein Game khelana pasand nahin karte the. vo log aaj is Game ko khelne se khud ko nahin rok pa rahe hain.

Agar aap bhee is Game ke prashansak hai to aapako pubg Game ke facts pata hona chaahiye. taaki aap is Game ko achchhe se jaan sake to chalie jaanate hain.

Dosto pubg Game ko kisane banaaya hai. isk malik kaun hai?.
to dosto is Game ko Ireland ke vyakti Brendan Greene ne banaaya hai. aapko bata de ki is game ke creator ko shuroo se hi shooting game khelne ka shauk tha.

Brendan Greene battel royal aur shooting game ke fan rahe hain. Shuruaat mein Brendan Greene pubg ki tarah Arma naam ki game khelte the.

Apne College kee padhaee pooree karane ke baad Brendan Greene ek web developer ban gaye. isake baad unhone game banaana seekha.

Saal 2013 mein inhone aarma 3 naam ke game mein kaam kiya tha. phir inhone sony ke game king of the kill mein kaam kiya aur sony ke saath jude rahe.

Iske kuch samay baad South korea ke Bluehole Studio ki taraf se inhe ek mail aaya jisamen inko Bluehole Studio ke saath milakar game banaana tha.
Ek achchhe avasar ko dekhate hue mail ke tisre hafte baad Brendan Greene ne South Korea jaane ka nirnay liya.
South Korea jaane ke baad inhone Bluehole Studio ke saath milakar Pubg Game banaaya jo aaj hamaare saamane hai.
Aab Pubg kai kuchh fachts kai baarai mai jantai hai

1. Is game ka poora naam Player Unknown’s Battle grounds hai jise kaafi soch samajh ke rakha gaya hai kyunki is khel mein anjaan players hote hai jo ek doosare ko khatam karane ke liye iske Battle grounds yaanee yuddh bhoomi mein utarate hain. 2. Aaj ke samay lagabhag sabhi game ko kisee jagah, movie aadi se inspire hokar banaaya gaya hai. is game ko bhee ek Japanise Movie se inspire hokar banaaya gaya hai. is movie ka naam Battle royal hai jisme ek Ireland pe kaee Student ko khaana aur hathiyaaron ke saath utaara jaata hai. ye Student ek doosare ko khatam karte hain aur End mein isme ek Student hee bach paata hai.

3. Agar aap is game ko khelte hai to aapko pata hoga ki ismen Blue Zone ka feature hota hai iske antargat aapko iske andar rahana padata hai isse game mein maujood sabhi players aapas mein aane lagate hain. jab is game ko banaaya ja raha tha tab is Blue Zone ko Square rakha gaya tha lekin iskee coding mein kaafi pareshaanee aa rahee thi jiske kaaran ise gol banaaya gaya. Aapako bata de ki Blue Zone ka idea soviet sangh ki sena se liya gaya hai. soviet sangh ki sena dvaara Ireland se ghuspethiyon ko bhagaane ke liye bijli ka tej current machine ke jariye jameen mein fela diya karte the. Blue Zone vahi biji ka current hai jo dheere dheere poore map mein felte jaata hai.

4. Shuruaat mein is game Underground tunnel jaisi koi jagah nahin hoti thee lekin launch hone ke kuchh maheenon pehle inhe map mein joda gaya tha. tunnel ka idea puraane game se liya gaya hai kyonki isse game aur bhee dilachasp ho jaata hai. 5. jab aap is game ko jeetate hai to aapako Winner Winner Chicken Dinner ka message show hota hai haalaaki yah ek akela game nahin hai jisme ye message show hota hai iske alaava kayi aur bhi game jisme ya message show hota hai. Aapko bata de is message ka prayog videshon mein puraane samay se kiya ja raha hai. jab log paison se khele jaane vaale khelon ko jeetate the. to us paison se log Chicken Dinner kiya karte the. is game ko banaane vaale Brendan Greene apane puraane game mein bhi is message ka use kar chuke hain.

6. Is Gem mein kaam karane vali team mein members kee sankhya lagataar badhatee ja rahee hai shuruaat mein jahaan is game ki team mein 30 members the. vaheen ab is game ke lie 150 se jyaada log kaam kar rahe hain aur inki count dheere dheere badhatee ja rahee hai. 7. Pubg game paise kaise kamaata hai jahaan tak mobile ki baat ye to ye game mobile version ke lie free hai lekin PC aur gaming consol ke lie aapko is game ko khareedana padata hai. agar aap is game ko khelate hain to aapne noties kiya hoga ki isme doosare game kee tarah add nahin aate hain. is game kee kamayi gaming unit becha kar, game ke andar royal paas bechakar, players ke pahanaave kee cheeje bechakar hoti hai. 8. Is Game ki current income ke baare mein abhi tak koi data realese nahin hua hai lekin February 2018 mein is game ki ek mahine kee kamaayi lagabhag 103 million dolar thi. matalab is game ne ek maheene mein 721 crore roopaye kamae the. isse aap andaaja laga sakate hai gaming Industries ka business kitani tezee se badh raha hai.

9. Jab aap is game ko khelte hai to aap apne players ko kaee cheezen pahana sakate hain jaise ki kapade, cap aadi aapko bata de ki is game mai ek aisee cheej bhee hai jo sirf is game ko Pre Order karane vaale logo ko milee thi. iska naam virtual bandana jo ek kapada hai ise aap players ke munh mein baandh sakate hain. is kapade ke lie logo ne 1000$ tak kharch kiye hain. 10. Aaj ke samay jitane bhi game ban rahe hain vah sabhi apnee popularity badhaane ke lie ad ka sahaara lete hain lekin pubg game ki team ne is game ko popularity badhaane ke lie abhee tak ad ka sahaara nahin liya hai. matlab aapko abhee tak is game ka ad nahin dikha hoga. pubg game ki team ne ad mein ek bhee paisa kharch nahin kiya hai. 11. Aap is game ko khelne ke lie jis map par utarte hain use Erangel naam diya gaya hai jise is game ke creator Brendan Greene ne khud design kiya hai. Erangel naam iris shabd Eirinn se liya gaya hai jiska meaning Ireland ya Iirish hota hai. Eirinn mein is game ke creator Brendan Greene ki daughter ka naam bhi shaamil hai.

12. Jaisa aap sabhi jaante hai ki ye game kuch hi samay mein kaafi popular hua hai aise mein is game ne kayi saare record tode hai aur saath hi kayi bade record banaye bhi hai.

To chhaliyai jante hai is game ke records ke baare mai
Shuruaat mein jab pubg launch hua tha tab 2 maheene ke andar iske 2 million se jyaada copy bik gayi thi.

launch ke 3 din ke andar is game ne 11 million dollar yaanee 70 crore se jyaada kama liye the.
Ye game kuch maheene ke andar duniya ke 5 sabase jyaada bikane vaale games mein apni jagah bana chuka hai. chukeen ye itnee tezee se popular ho raha hai aane vaale samay mein ye game number 1 par bhi aa sakta hai.

Android ke top grossing game mein pubg pehle rank par hai.
Ye ek maatra aisa game hai jisme sabse jyaada log ek saath aakar online khelte hai. is game ke paas 1.34 million logo ke ek saath khelne ka record haasil hai.

Is game ko rojaana 10 million se jyaada log khelte hain. iske alaava launch hone ke 4 maheene baad hi is game ne 100 million players ka aakda paar kar liya tha.

Is game ko kayi awards bhi mil chuke hain jaise best PC game of the year, multiplayer awards, Action game of the year aadi.

To ab aap pubg ke baare mein jaan gaye honge. agar aap game ke deevaane hai to aap bhi is game ko khel chuke honge aur aapko bhi pata chal gaya hoga ki ye game itna popular kyun ho raha hai.

Internet mein iske kaafi charche ho rahe hai aur bahut se log isse jude facts ke baare mein jaanana chaahate hain isliye aaj hamane aapko pubg game se jude kuchh facts bataee hain.

Thursday, February 21, 2019

Pubg Mobile New Update Zombie Mode

Hello Friends.

Aaj mene is Blogg me Baat ki he Pubg Mobile ke New Update Zombie Mode ke Baare me.

Dosto Pubg Mobile ke Zombie mode ka lambe samay se Intezaar tha.

Players ke liye ye Intezaar khatam ho gaya he.

Tencent Games 19 February ko Pubg Mobile 0.11.0 Update release kar diya he.

New Update Resident Evil 2 se Zombies or Bosses leke aayi he.

Zombies ko Acid spitting, swipping, running samet alag alag power bhi mile he.

Naya update aane ke baad players setting panel me jake shadow disable kar sakenge.

To dosto ye tha Pubg ke new Zombie mode ke baare me.

Agar apko mera ye blogg acha laga ho to please share or comment kijiye.

Watch this Video

Pubg Mobile Zombie Mode Update is Here | UPDATE 0.11.0


https://www.youtube.com/watch?v=R_PXXoKBHgU